Sunday, February 18, 2007

Kuch chayay, kia chayay, pata nahi
kuch kum hai, kia kum hai, pata nahi
Eik khaleej si jaisay dil mein ubhar ai hai
koi ghum hai, kia ghum hai, pata nahi.

1 comment:

Hira said...

mujhay sub pata hai....list hai poori key mujhay kia chahia ...or kia ghum hain ...sub