Sunday, March 13, 2005

Thand Wala Pankha

I realized today how much I miss all the great things that I would be involved in while in Karachi. I got talking to a very old friend on MSN today. While in Karachi, my friend Waqas and I, would occasionally jam together and make stupid sense that we found utterly hilarious. There were songs of forgotten love like "Kutti" (Bitch) and songs of first love like "I Get High". Since the past few years, Waqas has been in Minnesota, and I have been Canada. We possibly couldnt sit down and jam together.
Today, he messaged me on MSN wanting some help on a song that he and some friends were writing about a ceiling fan or what we call in urdu a Pankha. We added audio to our conversation, played the riffs, told me the chords and sent me the first few lines he had come up with. In a very short time span, we ended with a the song below.

Enjoy
PS: If you find it nonsensical then I have done my job well ;)



bara july ka ek garam sa din tha
mein baitha howa tha, kamra band tha
khirki khuli thi, per hawa thi garam
dil mein thi sirf, ek thand ki lagan

mujhay nahi chayay, koi pyar ka phunda
is jaisay mausam mein eik hi dhunda
mangay fakeer, ameer aur hur eik bunda
sub loogon ka chayay thand wala pankha

aai phir woh july ki shaam,
garmi, aisee garmi, kay july badnaam
aurat, bachay, bhoray aur naujawan
sub ko diya hum nay yeh paigham

mujhay nahi chayay, koi pyar ka phunda
is jaisay mausam mein eik hi dhunda
mangay fakeer, ameer aur hur eik bunda
sub loogon ka chayay thand wala pankha

shaam dhuli, phir aai raat
garmi na choray hamara saath
dil say niklay eik hi faryad
barsaat barsaat barsaat

ab sooch liya hai, maan liya hai
sub nay yeh pehchaan liya hai
dunya ka hai sirf yehi dastoor
garmi kay agay hur eik majboor

mujhay nahi chayay, koi pyar ka phunda
is jaisay mausam mein eik hi dhunda
mangay fakeer, ameer aur hur eik bunda
sub loogon ka chayay thand wala pankha

No comments: